Crop Solutions
Crop Solutions — Har Fasal Ka Mukammal Hal
Har fasal ke apne maslay hote hain — keere, beemariyan, jari booti aur khaad ka schedule. Is page par apni fasal chunein: aap ko us ke tamam baray maslay, un ki pehchan, sahi dawai aur spray/khaad ka mukammal schedule ek hi jagah mile ga.
Apni fasal yahan nahi hai, ya masla samajh nahi aa raha? WhatsApp par fasal ki photo bhejein — muft rehnumai mile gi.




